Hazrat Mohammad [Sallala ho alayhe wa-alyehe wasallam] Ka Irshaad Hai : ” Loog Jumma Ko Chorhne Se Baaz Rahain Werna ALLAH TA’ALA Un ke Dilo’n Per Mohar Laga De Ga Phir Wo Ghafilo’n Main Se Ho Jayenge.”
Hazrat Mohammad [Sallala ho alayhe wa-alyehe wasallam] Ka Irshaad Hai : ” Loog Jumma Ko Chorhne Se Baaz Rahain Werna ALLAH TA’ALA Un ke Dilo’n Per Mohar Laga De Ga Phir Wo Ghafilo’n Main Se Ho Jayenge.”
Nabi Kareem [Sallala ho alayhe wa-alyehe wasallam] Ka Irshaad-e-Mubarak Hey : “Wo Shaks Jannati Hai Jo Raat Ko Soney Se Pehle Sab Ko Mua’af Ker Ke Soye”.
Hazrat Muhammad (Sallala ho alayhe wa-alyehe wasallam) ne farmaya : ” Musalmano tum me se koi shaks apni peshani (Forehead) se uss mitti ke asar ko saaf na kare jo namaz me sajdey se lagi ho ,,, q ke jab tak namaz ke sajdey ka nishan us ke chehre or peshani per hai farishtey us… More »
Hazrat MUHAMMAD (Sallala ho alayhe wa-alyehe wasallam) ne farmaya: ” Jis shahks ne aik martaba apni Maan (Mother) ko hasaaya Uss par JANNAT wajib ho gaye.”
Jub tum dunya ki muflisi se tung aajao aur rizq ka koi rasta na niklay ,,, “Tu sadqa de ker ALLAH se tijarat karo”.
Hazrat Musa (A.S) ne Allah se arz kiya : Aye ALLAH Bahut hi Acha Hota ke 4 Chezeen Hoti aur 4 Chezen Na hoti 1) Zindagi Hoti or Maut na Hoti 2) Jannat Hoti or Dozakh na Hoti 3) Daulat Hoti or Tangdasti Na Hoti 4) Sehat Hoti or Bemari Na Hoti GHAIB SE AWAZ AAI …. 1) Agar Maut Na Hoti… More »
Hazrat Suleman (A.S) Ka Qaul Hai ,,, “Ke jis shakhs ne Apane nafs par qabu paya ,,,, Wo oos shakhs say zyada taqatwar hai ,,, Jo akela aik shehar ko fatah kar leta hai.”
Tumharee Nafs ki qeemat Jannat hay ,,, Isay (Nafs ko) Jannat se kam qeemat par na baichna.
“ Din ko rizk ki talash karo or raat ko usay talash karo jo tumhai rizk deta hay.“
Jo Shaks Elm (Knowledge) rakhta hai or uss per amal nahi kerta, Too woo aik bemaar hai, Jis ke pass dawa (Medicine) too hai laken Elaaj nahi kerta.