Abu Hurairra (R.A) se rawayat hai ke aik shaksh ne Nabi Kareem [Sallala ho alayhe wa-alyehe wasallam] se araz ki ke ; Muje waseehat kijeye, Aap( SAW) ne farmaya” Gussa na kiya karo”. Us ne bar bar yahi sawal kiya, Aap (SAW) ne usaye yahi farmaya, “Gussa na kiya karo. “ [Ref: Sahih Bukhari ]