Tum Meri Tareef Ma Hadd Se Tajawaz Na Karo Hazrat Muhammad SAW ne farmaya : “Tum meri tareef ma hadd se tajawaz na karo, jaisey Nisara ne Ibn-e-Maryam(A.S)ke silsila ma mubalgha se kaam liya, Mein ALLAH ka banda hun isliye mjhey Allah ka banda aur Rasool kaho.” (Sahih Bukhari : 3445)